"MILNE"Ki Khushi
"JUDAI"Ka"GHUM"
"Kitne"UDAS"Aur "TANHA"Hain Hum
"Kaise Kahen K "Kaise Hain"HUM"
"Bas Itna Samaj "Lena K
"BINA"Ap "K Bohat"AKELE" "Hain Hum'
Fir aansoo ke kuchh fasane nikale
Fir aansoo ke kuchh fasane nikale,
maikhane se sharab ke paimane nikale,
jo dil ka haal hamara samajh na paaye,
kyo unko hum apne zakhm dikhane nikale.
hasrat thi saccha pyaar pane ki
hasrat thi saccha pyaar pane ki,
magar chal padi aandian zamane ki,
mera gham koi na samajh paaya,
kyunki meri aadat thi sab ko hasane ki..
Bhul jana yaron itna aasan nahi hota
Bhul jana yaron itna aasan nahi hota,
Zakhmon ke nishan mitana aasan nahi hota.
Mana ho jisne yaar ko khuda,
Unko chhor jana asaan nahi hota…
Humein tumse mohabbat na hoti
Humein tumse mohabbat na hoti sirf do hi halat me......
Ya tum na bane hote....
Ya phir ye dil na bana hota.....!!!
Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota
Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota
Mohabbat Ka Koi Aakar Nahi Hota
Sub Kuch Hojata Hai Is Dunya Mein Magar
Dubara Kisi Se Sacha Pyaar Nahi Hota…
bole wo dosti
bole wo dosti
chup rahe wo pyar
milae wo dosti
juda kare wo pyar
hasaye wo dosti
rulaye wo pyar
fir bhi log dosti chod kar
kyu pakdte he pyar???
ek saza si judai lagti he
ek saza si judai lagti he
ruthi si sari khudai lagti he
mujse bichad na jaye mera saya kahi
har saas ab parayi lagti he.
aankho ki aavaz kuch or hoti he
aankho ki aavaz kuch or hoti he
aasu ki aag kuch or hoti he
kon chata he aapno se bichadna
majburi ki baat kuch or hoti he.
do lubz khafi he dil jalane ke liye
do lubz khafi he dil jalane ke liye
do lufz kahfi he dil milane ke liye
ye labz hi reh jate he yaado me
baki sab to he dil jalane ke liye.
hasne ke bad kyu rulati he duniya?
hasne ke bad kyu rulati he duniya?
jane ke baad kyu bulati he duniya?
zongi me kuch kasar baki reh gai jo
marne ke baad bhi jalati he ye duniya.