Hamari ye dosti itni gehri ho,
Ke zindagi ki har kasauti par khari ho,
Qayamat tak bhi saath nibhaye,
Ek duje ke ho hum,
Musibat chaahe teri ho ya meri ho.
Meri Dosti ko Tum kia Azmao ge
Meri Dosti ko Tum kia Azmao ge,
Jan se Ziada Tum kia Mang Pao ge,
Meri dosti me Khulos Sitaron ki Manind Hai,
Kia Tum in Sitaron ko Gin pao ge.
Dil armano se houseful hai
Dil armano se houseful hai,
pure honge ya nahi yeh doubtful hai,
yun to duniya me har chiz WONDERFUL hai,
par zindagi mere jaise dosto se hi BEAUTIFUL Hai.
Kuch log kahte he dosti pyar he
Kuch log kahte he dosti pyar he,
Kuch log kahte he dosti zindgi he.
Pr hum kahte he
dosti dosti he,
Jiske bina na pyar he na zindgi he.
har kali tujse khushbu udhaar mange
har kali tujse khushbu udhaar mange
aaftab tujse nur uhdaar mange
khuda kare tu dosti assi nibahaye
ki log mujse teri dosti udhaar mange.
dilligi dosto ke naam hoti he
dilligi dosto ke naam hoti he
dildari dosti ki shaan hoti he
kahi bhi raho par rahoge dil me mere
yahi sachi dosti ki pehchaan hoti he.
bole wo dosti
bole wo dosti
chup rahe wo pyar
milae wo dosti
juda kare wo pyar
hasaye wo dosti
rulaye wo pyar
fir bhi log dosti chod kar
kyu pakdte he pyar???
dard khafi he bekhudi ke liye
dard khafi he bekhudi ke liye
maut zaruri he zindgi ke liye
kon matta he kisi ke liye
hum to zinda he sirf aapki dosti ke liye.
gam ke is andhare jivan me
gam ke is andhare jivan me
koi diye se roshni nahi milti
ek baar fir se pyar karle mere dost
ye zindgi baar baar nahi milti.
dosti ka hak hum yu ada karte he
dosti ka hak hum yu ada karte he
aapke naam ye jaan fida karte he
aapko fulo ka bhi zakhm na aaye paye
khuda se yahi duva karte he.
Sachi hai dosti aajmake dekh lo
Sachi hai dosti aajmake dekh lo,
karke yakin mujh pe mere paas aake dekh lo.
badalta nahi kabhi sona apna rang,
chahe jitni baar marji aag me jalaake dekh lo.
Dosti jaan se pyari ho
Dosti jaan se pyari ho,
Sine me har pal yaad tumhari ho,
dekhkar jal jaye
Zamana,
dosti aisi hamari ho ki
Khuda jaan tumari mange or maut humhari
ho.
Na zindagi mili na wafa mili
Na zindagi mili na wafa mili,
na jaane kyun har khushi hamse khafa mili,
jhuti muskaan liye apne gum chupate rahe,
sachi dosti karne ki bhi kya khoob sajha mili.
Kal fir yehi sama hoga
Kal fir yehi sama hoga,
Hum mein se kaun na jane kahan hoga,
Murjhaye phool to mil jayenge kitabo mein,
Par bichhade dosto ka shayad hi koi pata hoga
Rab se aap ki khushi mangte hain
Rab se aap ki khushi mangte hain,
Duaon me aap ki hansi mangte hain,
sochte hain ki kya mange aap se…..
chalo umar bhar ki Dosti mangte hain
Dil todna saza-e-mohobat hai
Dil todna saza-e-mohobat hai,
Dil jodna ada-e-dosti hai,
Magti hai mohobat har pal quarbaniya,
Bin mage ho jo quarban wo hai dosti.
ye baat aur hai agar zindagi wafa na kare..
Wo dil kya jo milneki dua na kare,
tujhe bhulkar jiyun khuda na kare,
rahegi teri dosti meri zindagi bankar,
ye baat aur hai agar zindagi wafa na kare..
Teri Yaad Aati Rahe..
Har Subhah Tu Muskarati Rahe,
Har Shyam tu Gungunati Rahe,
DOST tu Jise se bhi Mile,
Her Milane walo Ko Teri Yaad Aati Rahe..
Jo humse milte hai
Jo humse milte hai
hum unse dil se milte hai,
Warna hum toh wo shaks hai jo
khwabon mein bhi badi mushkil se milte hai...