Tumhari Khubsurti ne Khuda se eik khata kara di,
kahi khud se nazar na lag jaye, is liye tumhe Nazar na Di.
Tere Dil Me Meri Sanso Ko PANAH Mil Jaye
Tere Dil Me Meri Sanso Ko PANAH Mil Jaye,
Tere Ishq Me Meri Ja FANNA Ho Jaye.
Insan ki khwaish ki koi imtiha nahi
Insan ki khwaish ki koi imtiha nahi,
Do guj jamin chahi ye Do guj Kafan ke baad.
Dard se aankhe char kar lenge
Dard se aankhe char kar lenge,
Hum odti me imtiha de denge,
Teri dosti ke khatir Ae DOST,
Hum bhi dushman se pyar kar lenge.
Baithe hai hotho ko si kar
Baithe hai hotho ko si kar,
pachtayengi aap,
Ishq jag uthta hai akshar,
Aisi khamosi ke bad
Humse dur jao ge kaise
Humse dur jao ge kaise,
Dilse hume bhulaoge kaise,
Hum to khushbu hai jo sanso me baste hai,
khud ki sanso ko rok paonge kaise.
Be khudishi jindgi hum jiya nahi karte
Be khudishi jindgi hum jiya nahi karte,
Jam dusro se chin kar hum piya nahi karte,
Unko mohobbat hai to aake Izhar kare,
Pich hum bhi kisi ka kiya nahi karte.
Bul karke bhi humse koi bhul hui ho to
Bul karke bhi humse koi bhul hui ho to,
Bhul samjkar use bhla dena,
Lekin bhulana sirf Bhul ko,
Galti se bhi Hume na Bhulana.
Na jaagte hue khwaab dekha karo
Na jaagte hue khwaab dekha karo
Na chaho usse jise paa na sako
Pyaar kahan kisi ka poora hota hai
Pyaar ka pehla akshar adhoora hota hai
Wo aag hi kya jo lag ke badhe nahi
Wo aag hi kya jo lag ke badhe nahi
Wo nasha hi kya jo sar pe chadhe nahi
Nahi banta tab tak koi sachcha aashiq
Jab tak ishq mein usse do chaar pade nahi
Deewane hai apke, is baat se inkaar nahi
Deewane hai apke, is baat se inkaar nahi
Kaise kahein ki hume aapse pyaar nahi
Kuch to kasoor hai apki adaon ka
Akele hum hi gunehgar nahi
Uske banaye har hassen
Uske banaye har hassen
Chehre se ishq karna hai
Aakhir marne ke baad
Kal usko muh bhi to dikhana hai
Aap hume bhool jao hume koi gham nahi
Aap hume bhool jao hume koi gham nahi
Aap hume bhool jao hume koi gham nahi
Jis dhin humne aapko bhula diya
Samajh lijiyega is duniya main hum nahi
Khuda ne jab tujhe banaya hoga
Khuda ne jab tujhe banaya hoga
Ek surur uske dil mein aaya hoga
Socha hoga kya dunga tohfe mein tujhe
Tab jaa ke usne mujhe banaya hoga
Dil “SHEESHE” se nhi banta agar bnta to tootne ki awaz ati
Dil “SHEESHE” se nhi banta agar bnta to tootne ki awaz ati
DiL “PATHAR” se nhi bnta agr bnta to girne ki awaz ati
DiL “MATTI” se nhi bnta agr bnta to bikharne ki awaz ati
DiL agar bnta hy to “JAZBAT” se agr “Toot” b jay Gir” b jay “Bikhar” b jay
to…
awaz nhi ati…
sirf ”ANSU” behte hain !!
Teri Kismat Ka Likha Tere se Koi Le Nai sakta
"Teri Kismat Ka Likha Tere se Koi Le Nai sakta
Agar Uski Mehar Ho To Tuje vo Bhi Mil jayega
joTera ho Nhi sakta"
"JAI SAINATH"
Aakhir to mar jana hi hai
Tufaano se to takrana hi hai
Kashti ko sahil pe lana hi hai
Dar ke jiyenge to bhi kya
Aakhir to mar jana hi hai
tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye
tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye
tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham
magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham
Rone de tu aaj hamako tu aankhe sujane de
Rone de tu aaj hamako tu aankhe sujane de
Baho me lele aur khud ko bheeg jane de
Hai jo seene me quaid dariya wo chut jayega
Hai itana dard ki tera daman bheeg jayega..
Sochata hu ki meri ankhon ne
Sochata hu ki meri ankhon ne........
Kyo sajaye the pyar ke sapne.......
Maine mangi thi ek khushi tujhse......
Tune gum bhi nahi diye apne................