Agar meri yaad aaye toh
ek Chaand ko dekh lena
ye soch ke nahi ke khubsoorat hai kitna
ye soch kar ke
hazaaron sitaron me tanha hai kitna..!!
gunehgar ho gay
Saari umar poojte rahe log
apne haath se bane us patthar ke khuda ko
Humne khuda ke haath se bane hue ek ko pooja
toh hum gunehgar ho gaye..!!
doob gayi apni kashti kuch aisi hui barsaat
Pyar kiya tha dil ne par use bas iski saja mili
Kyu woh ruth kar chali gayi iski na koi wajah mili
Pyar chhin gaya humse jaise ho din mein kaali raat
Aur sahil pe hi doob gayi apni kashti kuch aisi hui barsaat..!
wo hme jinda hi maar gye
Dilo se khelne ka hunar hame nhi aata,
isiliye sayad ham apne pyar ki bazi har gaye,
Unhe bhi sayad hamse bahut mohobbat thi,
isliye wo hme jinda hi maar gye..
wo hame barbad karte hai
Hamne jise dilo jaan se chaha,
Us bewafa ne kisi or ko chaha,
Pata nahi ham ashiq Kyu unke liye faryad karte hai,
Jabki pyar k bahane to wo hame barbad karte hai.
Jab ankh khulegi Tanhai hi milegi
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegi
Wafa kar lo chahe jitni Bewafai hi milegi
Jitna marzi kisi ko apna bana lo
Jab ankh khulegi Tanhai hi milegi ..!
Bas ek intjar hai sath sahara ban kar
Koi milta nhi hamse hamara ban kar..
Wo mile bhi to ek kinara ban kar..
Har khawab toot ke bikhra kanch ki tarah..
Bas ek intjar hai sath sahara ban kar..
uske pyar ne mujhe shayar bana diya
Aaj phir uski yaad ne rula diya,
kesha hain ye chera jisne ye sila diya,
do lafj likhne ka salika na tha,
uske pyar ne mujhe shayar bana diya.
humne dosti ki thi ek ajnabi ke sath
Deta raha fareb koi sadagi ke sath
itna bada mazak meri zindagi ke sath
shayad saza mili hai us jurm ki hume
humne dosti ki thi ek ajnabi ke sath..
Yaadon ne paas aakar kuch yun gunguna diya
yaadon ne paas aakar kuch yun gunguna diya
jaise kisi ne bhoola hua fasana suna diya
jane kya baat thi us guzre hue kal mey
ki dil roya lekin chehra muskura diya...