Great love can make a weak man strong
Wouldn't it be the perfect crime
Wada hum nai kya tha nibhaney k liye
Wada hum nai kya tha nibhaney k liye
Ek dil dia tha ek dil pane k liye
Unho ne mohabbat sikha di or kaha.
Hum nai tou mohabbat ki thi tumhe azmaney k liye!
Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota
Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota
Mohabbat Ka Koi Aakar Nahi Hota
Sub Kuch Hojata Hai Is Dunya Mein Magar
Dubara Kisi Se Sacha Pyaar Nahi Hota…
Kisi ne mujhse pucha
Kisi ne mujhse pucha k tum use paane k liye kis hadh tk jaskte ho..
Maine muskrakr kaha...
"agar hadein hi paar krni hoti to use kabka paa liya hota"...
Ek pal mein jo aa kar gujar jaaye
Ek pal mein jo aa kar gujar jaaye
yeh hawa ka woh jhoka hai ..aur kuch nahi
Pyar kehti hai duniya jise,
ek rangeen dhokha hai .. aur kuch nahi.. !!!
Unhe kya pata ki humne to woh khoya
Unhe kya pata ki humne to woh khoya jo hamara tha hi nahi,
Par unhone jo khoya woh unke siva kisi aur ka tha hi nahi..!
har kali tujse khushbu udhaar mange
har kali tujse khushbu udhaar mange
aaftab tujse nur uhdaar mange
khuda kare tu dosti assi nibahaye
ki log mujse teri dosti udhaar mange.