DUNIYA ME JEENE KI CHAHAT NA HOTI
AGAR KHUDA NE MOHABBAT BANAYI NA HOTI
LOG MARNE KI AARZOO NA KARTE AGAR
MOHABBAT ME BEWFAI NA HOTI
Maine faaslo ko mitaya wo judai kar gya
Maine faaslo ko mitaya wo judai kar gya,
Kitna masoom tha wo lekin bewafai kar gya,
Wo sikha gya kisi pe aitbar na karna,
Kitni burai kar k ek achai kar gya.
Hamara toh dard se rishta purana hai
Hamara toh dard se rishta purana hai,
Isiliye aapke har gam ko apna mana hai,
Kya kahe uss rab se ki woh the bewafa,
Humne toh khud ko hi bewafa mana hai.
Kabhi To Miley Pehli Mulaqat Ki Terha
Kabhi To Miley Pehli Mulaqat Ki Terha
Bigra Hi Rehta Hai Kyun Halaat Ki Terha
Wo Ek Sanam Jo Lage Jaan Se Pyara
Mujhe Waqt To Deta Hai Magar Kheraat Ki Terha
Bin Us K Zindagi Dard-e-Tanhai Hai
Bin Us K Zindagi Dard-e-Tanhai Hai,
Meri Aankhon Mai Q Mout Simat i Hai,
Kehtay Hain Log Ishq Ko Ibadat Yaro,…
Ibadat Mai Phr Q Itni Ruswai Hai,…
Mahfil mai reh kar b Tanha rehna,
Ye ada uski mohabbat nay sekhai hai,
Us sy taluq hai kuch aisa dil ka,
Jb b sochA usko Aankh bhAr i hai.
Aansuon yun na bhigaya karo daman ko
Aansuon yun na bhigaya karo daman ko,
In mein kisi bewafa ki khusboo basi hai,
Kahin zamane ko pata na chal jaye,
Zindagi meri kis sanche me dhali hai,
Dil ki barbad mehfil me aa kar,
saans ki aakhri lau bhi tut chali hai,
Yahin na khatam howe zamane ke sitam,
Lash ussi bewafa ke kandhon pe chali hai.
Aae khuda karde us shaks ke hawale mujhko
Aae khuda karde us shaks ke hawale mujhko,
Ke apne seene se wo ek baar laga le mujhko,
Bikhar gaya hun mein toot kar tukroon mein,
De usse taufeeq ke aake sambhale mujhko,
Ya tu uska saath aata kar mujhko umr bhar ke liye,
Ya tu chup chap apne paas bula le mujhko
Jeeney Ki Aadat Hogayee
Ke Tujh Se Juda Hokar Bhi..Jeeney Ki Aadat Hogayee,
Tum Laut Ke Aaogey Humse Milne..Roz Dil Ko Behlane Ki Aadat Hogaye,
Tere Waade Pe Kiya Bharosa Humney,
Shab-Bhar Tera Intezaar Karne Ki Aadat Hogaye,
Khushi Main Bhi Hum Kya Muskarate Ke,
Teri Judaai Mey Rone Ki Aadat Hogayee ,
Kaafile Nikal Gaye Humey Chhor Ke,
Ab To Tanha Safar Ki Aadat Hogaye,
Har Morh Par Mili Ghum Ki Parchhaiyaan,
Zindagi Se Samjhota Karney Ki Aadat Hogayee
dard ko hum pyar ke qabil samjh baithe
ek be-dard ko hum pyar ke qabil samjh baithe
khata apni thi pathar ko dhadkata dil samjh baithe,
fareb e aarzoo tha jis ko humne pyar samjha tha
bhanwar tha jis ko hum taqdeer ka sahil samjh baithe,
wo rishta jis ko ek din khwaab ban kar toot jana tha
us rishte ko hum apni umar ka hasil samjh baithe,
ab ek lamba safar hai yahan ajnabi raahon ka
wo ik nazaron ka dhokha tha jise manzil samjh baithe
Wo Khud Nahi Jaanti Wo Kitni Pyari Hai
Wo Khud Nahi Jaanti Wo Kitni Pyari Hai
Jaan Hai Hamari Hume Jaan Se Pyari Hai
Dooriyo Ke Hone Se Kya Fark Padta Hai
Wo Kal Bhi Hamari Thi Aaj Bhi Hamari Hai…