Kya dhoop mein baarish hoti hai

· Posted in

Jab mai ne us se poocha tha.
Kya dhoop mein baarish hoti hai.
Woh hanstay hanstay ronay lagi
Aor dhoop mein baarish honay lagi.
Nazuk c kali murjha c gayi
... Aur ro kr mujh se kehnay lagi.
Tum chorr na jana o sajan.
Dil torr na jana o sajan.
Tum kya jano
Dhoop ki baarish ko.
Tum kya jano
Hijr ki garmi ko...?? Jab tum door thay
mujhse o sajan..
Mere haath ki choorri aor kangan
Jab geet tumhare gaatay thay.
Mujhe yaad boht tum aatay thay..
Mai hanstay hanstay roti thi....!!
Aor dhoop mein baarish hoti

Teri yaado me bas bejaan baitha hun

· Posted in

Apne halaat ab kuch is tarah ke..
Lagte hai jindagi meri ab saza si lagti hai..
Ab to khushiyon ke armaan bhi na rahe..
Jab kabhi khushiya aati hai to badd dua si lagti hai..
Roothe hue ko manane ka shok bhi na raha..
Kisi ko manana ab saza si lagti hai..
Aaiyane me khudse nazar bhi ni mila pata main..
Aur kyu milaun me
jo dikhti hai surat wo mujhse
behadd khafa si lagti hai..
Dil me ghamo ka jahan liye baitha hun..
Teri yaado me bas bejaan baitha hun..