Gamon Ka Dour Jari Hai,
Aaj Ki Raat Badi Bhari Hai,
Yahan Dilon Ka Tutna Koi Nayi Baat Nahi,
Aaj Meri To Kal Kisi Or Ki Bari Hai.
Unko Apne Haal Ka Hisaab Kya Dete
Unko Apne Haal Ka Hisaab Kya Dete
Sawaal Saare Galat The Ham Jawaab Kya Dete
Wo To Teen Lafzon Ki Hifazat Bhi Na Kar Sake
Fir Unke Hath Me Zindagi Ki Puri
Kitaab Kya Dete.
Is Zamaane Se Na Hum Koi Gila Rakhenge
Is Zamaane Se Na Hum Koi Gila Rakhenge,
Dil Lagayenge To Na Shart-E-Wafa Rakhenge,
Na Dikhayenge Kabhi Dil Pe Lage Zakhm Unhe,
Dard Uthega Magar Dil Ko Daba Rakhenge.
Dosti jaan se pyari ho
Dosti jaan se pyari ho,
Sine me har pal yaad tumhari ho,
dekhkar jal jaye
Zamana,
dosti aisi hamari ho ki
Khuda jaan tumari mange or maut humhari
ho.
Naam ki kya baat karte hoo
Naam ki kya baat karte hoo,
log chehre tak bhool jate hain…
tum samander ki baat karte hoon,
log aankhon main doob jate hain
Tumse dur jane ka irada na tha
Tumse dur jane ka irada na tha ,
sada sath rehne ka bhi vaada na tha,
Tum yaad na kroge ye jante the hum,
Par itni jaldi bhul jaoge aandaja na tha.
pyar ki duniya me rona padta hai
pyar ki duniya me rona padta hai,
har pal aasu bahana padta hai,
kisko pata tha ki pyar itna bura hoga k,
ab zindgi bhar maut ka intzar karna padta hai
दिल अभी पुरी तरह से टूटा नहीं है
दिल अभी पुरी तरह से टूटा नहीं है
उसे कहदो उसकी और भी मेहरबानी चाहिए
उसने जो ग़म दिए है उनका शुक्रिया
अरे प्यार में कुछ तो निशानी चाहिए
Mere Rabb ne ye karam Aanokha Rakha
Mere Rabb ne ye karam Aanokha Rakha
Di saari khusi par tanha rakha
Toot jata hai har khwab pura Hokar
Isliye maine har khwab adhura Rakha
Is jahan me mohabbat kash na hoti
Is jahan me mohabbat kash na hoti,
To safar-e-zindagi me mithas na hoti!
Agar milti BEWAFA ko sazae maut,
To diwano ki kabre yu udas na hoti!!