Tumse dur jane ka irada na tha ,
sada sath rehne ka bhi vaada na tha,
Tum yaad na kroge ye jante the hum,
Par itni jaldi bhul jaoge aandaja na tha.
pyar ki duniya me rona padta hai
pyar ki duniya me rona padta hai,
har pal aasu bahana padta hai,
kisko pata tha ki pyar itna bura hoga k,
ab zindgi bhar maut ka intzar karna padta hai
दिल अभी पुरी तरह से टूटा नहीं है
दिल अभी पुरी तरह से टूटा नहीं है
उसे कहदो उसकी और भी मेहरबानी चाहिए
उसने जो ग़म दिए है उनका शुक्रिया
अरे प्यार में कुछ तो निशानी चाहिए
Mere Rabb ne ye karam Aanokha Rakha
Mere Rabb ne ye karam Aanokha Rakha
Di saari khusi par tanha rakha
Toot jata hai har khwab pura Hokar
Isliye maine har khwab adhura Rakha
Is jahan me mohabbat kash na hoti
Is jahan me mohabbat kash na hoti,
To safar-e-zindagi me mithas na hoti!
Agar milti BEWAFA ko sazae maut,
To diwano ki kabre yu udas na hoti!!
Na poch mere sabar ki intiha kahan tak hai
Na poch mere sabar ki intiha kahan tak hai
Tu sitam karlay Tere taqat jahan tak hai
Waffa ki umeed jinhain hogi unhain hogi
Humain tu dekhna hai Tu Bewafa kahan tak ha
Kisi ke pyar me gehri chhot khai hai
Kisi ke pyar me gehri chhot khai hai,
wafa se pehle hi bewafai pai hai,
log to dua mangte hain is haal me marne ki,
par humne uski yadon me jine
ki kasam khai hai
Na zindagi mili na wafa mili
Na zindagi mili na wafa mili,
na jaane kyun har khushi hamse khafa mili,
jhuti muskaan liye apne gum chupate rahe,
sachi dosti karne ki bhi kya khoob sajha mili.
Apne to Apne hote hain
Guzre beete lamho ki saari baatein tarpati hain,
Dil ki surkh deewaro pe bas yaadain hi reh jaati hain,
Baaki sab sapne hote hain,
Apne to Apne hote hain
Sari dunia ka mizaz ek jaisa hai
Zakhm dene ka andaz kuch aisa hai.
Zakhm dekar puchte hai ab hal kaisa hai.
Kisi ek se gila kya karna yaro,
sari dunia ka mizaz ek jaisa hai