Kisi ke pyar me gehri chhot khai hai,
wafa se pehle hi bewafai pai hai,
log to dua mangte hain is haal me marne ki,
par humne uski yadon me jine
ki kasam khai hai
Na zindagi mili na wafa mili
Na zindagi mili na wafa mili,
na jaane kyun har khushi hamse khafa mili,
jhuti muskaan liye apne gum chupate rahe,
sachi dosti karne ki bhi kya khoob sajha mili.
Apne to Apne hote hain
Guzre beete lamho ki saari baatein tarpati hain,
Dil ki surkh deewaro pe bas yaadain hi reh jaati hain,
Baaki sab sapne hote hain,
Apne to Apne hote hain
Sari dunia ka mizaz ek jaisa hai
Zakhm dene ka andaz kuch aisa hai.
Zakhm dekar puchte hai ab hal kaisa hai.
Kisi ek se gila kya karna yaro,
sari dunia ka mizaz ek jaisa hai
Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi,
Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi,
Mohabat me insaan kabhi jukta nahi,
Hum chup hai kisi ki khushi ke liye,
aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi.
Zindgi per kitab likhunga…
Zindgi per kitab likhunga…
Us mai sarey hisab likhunga….
Pyar ko waqt guzari lik kar…..
Chahton ko azaab likhunga.. ,
Hui barbad m0habbat kaisey….
Kaisey bikhry hain khuwab likhunga…. .
Apni khwahish ka tazkra kar k….
Naam tera jawab likhunga….
Teri ankhain sharab ki manind…..
Tera chehra gulaab likhunga….
Mai tuj se judai ka sabab….
Apni kismat kharab likhunga....
खामोशी से रहना वर्दाश्त नहीं मुझे
खामोशी से रहना वर्दाश्त नहीं मुझे
मरूंगा तो भी सन्नाटा तोड़ जाऊंगा ,
शीशा हूँ टूटूंगा तो बिखरूंगा
जीता हूँ हनक के साथ,
टूटूंगा खनक के साथ
खनक के साथ खामियाजा छोड़ जाऊंगा"
Mujhko Phir Wahi Suhana Nazara Mil Gaya
Mujhko Phir Wahi Suhana Nazara Mil Gaya
Nazro Ko Jo Deedar Tumhara Mil Gaya
Aur Kisi Cheez Ki Tamanna Kyu Karu
Jab Mujhe Teri Baaho Mein Sahara Mil Gaya
aap hame sabse khush nazr aye
abhi jab humne apne ankhe band ki to
aap hame sabse khush nazr aye
agar ye trika hai apko khush dekhne ka
to khuda kare ye hamri ankhe sada kliye band ho jaye.
wo karib hi nahi aaye izhar kya karte
wo karib hi nahi aaye izhar kya karte
khud bane nishana sikar kya karte
markar bhi khuli rahi ye aankhe
is se bhi jyada kisika intzar kya karte..