Kuch Nahi Baaki Bacha Hai Tere Jaane Ke Baad,
Tadap Uth-ta Hai Mera Dil Aaye Jo Teri Yaad,
Mayoos Ho Gayi Hun Mei Apni Sooni Zindagi Se,
Koi To Ho Jo Samjhe Mere Dil Ke Yeh Jajbaat
Nakaam si koshish kiya karte hain
Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse ulfat kiya karte hain,
Kudrat ne takdeer mein ek tuta tara nahi likha,
Aur ek hum hain ki chand ki aarzu kiya karte hain. !!
अपने गमो की युं नुमाईश ना कर..
अपने गमो की युं नुमाईश ना कर..
अपने नसीब की युं आझमाईश ना कर..
जो तेरा है तो तेरे दर पे खुद ही आयेगा..
रोज रोज उसे पाने की कोशीश ना कर.
Juda hona zaruri tha,
Juda hone ke mausam mein judahona zaruri tha,
Na jane kyun kisi ka bewfa hona zaruri tha.
Mere dil ne jo is ko poojane ki inteha kar di,
To phir us bewafa ka bhi khuda hona zaruri tha.
Kisi se koi bhi shikwa na koi bhi shikayat hai,
Jo mere sath chahat mein hua, hona zaruri tha.
Bahut nazdeek the dil is liye ab dooriyan bhi hain,
Dilon ke darmiyan kuchh fasla hona zarori tha.
Use bhi dard dene ka bahut hi shauk tha mujhe,
Hamein bhi Dard-o-Gham se aashna hona zarori tha.
दर्द की बाज़ार खुली परी हैं !
दर्द की बाज़ार खुली परी हैं !
वो चीज न लो जो अंदर से जली परी हैं !!
वफ़ा का तलाश छोर दो एय दोस्तों....!
ये दुनियाँ बेवफाओ से भरी परी हैं !
कौन किसको दिल में जगह देता है
कौन किसको दिल में जगह देता है,
पेड़ भी सूखे पत्ते गिरा देता है..
वाकिफ़ हैं हम दुनियाँ के रिवाज़ से,
साँस रुक जाए तो कोई अपना ही जला देता है.
Kal fir yehi sama hoga
Kal fir yehi sama hoga,
Hum mein se kaun na jane kahan hoga,
Murjhaye phool to mil jayenge kitabo mein,
Par bichhade dosto ka shayad hi koi pata hoga
jinke bina koi saans nahi aati
jinke bina koi saans nahi aati,
Kyun ye hawa unko apne sath nahi lati,
kahti hai bar bar udas dil ki dhadkan humse,
lagta hai unko hamari saanso ki awaz nahi aati..
Rab se aap ki khushi mangte hain
Rab se aap ki khushi mangte hain,
Duaon me aap ki hansi mangte hain,
sochte hain ki kya mange aap se…..
chalo umar bhar ki Dosti mangte hain
Har kinare ko kinara na samjo
Har kinare ko kinara na samjo
har sathi ko apna sahara na samjo
nazar nazar ka fark hota he dost
har nazar ko pyar ka ishara na samjo