Tum jao hum se door

· Posted in


Tum jao hum se door

 tu ek kaam kar jana

 kuch pal apne hamare naam kar jana

 Agar aa jaey maut hamen tere aane se pehly

 tu aa kar mere jinaze ka ehtaram kar jana

 Na rona is qadar k takleef ho hamen

 maut ko bhi mazaq samj kar anjan ban jana

 Main ek din so jaon ge sada k liye

 phir muje bewafa keh k badnaam kar jana

 Jo guzro meri qabar se tu nazren na pherna

 mehman he ban k dua salam kar jana

Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi

· Posted in ,


"Mein ne to bohat chaha magar wo mila he nahi ...
 Laakh koshish ki magar fasla mita he nahi...
 Us ko majboor zamane ne is kadar kar diya k...
 Meri kisi saada par woh thehra he nahi...
 khuda se jholi pehla kay manga tha usay ...
 Khuda ne meri kisi dua ko sunna  he nahi...
 Har aik se pucha sabab us kay na milne ka ...
 Har eik ne kaha woh tere liye bana hi nahi..