मेरा नसीब मुझसे खफा हो जाता है...
अपना जिसे मानु वो बेवफा हो जाता है...
शिकायत मुझे हमेशा रात से है...
ख्वाब पूरा होता नही की सवेरा हो जाता है..
दिल मे आता है जब ख़याल उनका
दिल मे आता है जब ख़याल उनका...
तस्वीर से पूछते है फिर हाल उनका...
वो कभी हमसे पूछा करते थे जुदाई क्या है...
आज समझ मे आया सवाल उनका
Tamanna Se Nahi Tanhai Se Darte Hain
Tamanna Se Nahi Tanhai Se Darte Hain,
Pyar Se Nahi Ruswaai Se Darte Hain,
Milne Ki To Bohat Chahat Hai Par,
Milne K Baad Judaai Se Darte Hain
Wo Roye To Bohat Par Mujhse Monh Morr Kar Roye
Wo Roye To Bohat Par Mujhse Monh Morr Kar Roye,
Koi Majburi Hogi Jo Dil Torr Kr Roye,
Mere Samne Kar Diye Meri Tasveer K Tukray,
Pata Laga Mere Peeche Wo Unhe Jorr Kar Roye
Ishq dariya hai,jiska sahil nahi hota
Ishq dariya hai,jiska sahil nahi hota,
Har dil mohobbat ke kabil nahi hota,
Rota wo bhi hai jo duba ishq-e-sagar me,
Or rota wo bhi hai jise ishq hasil nahi hota
Pyaar Ki Usne Qadar Kahaan Rakhi Hain
Pyaar Ki Usne Qadar Kahaan Rakhi Hain ,
Is Dil Ki Usne Khabar Kahaan Rakhi Hain.
Maine Kaha Hum Mar Jaayenge Aapke Pyaar Mein ,
Usne Poocha 'Qabar' Kahan Khod Rakhi Hain
Kitna Bebas Hai Insaan
Kitna Bebas Hai Insaan
Kismat Ke Aage,
Har Sapna Toot Jata Hai
Haqiqat Ke Aage,
Jisne Kabhi Duniya Me
Jhukna Nahi Sikha,
Wo Bhi Jhuk Jata Hai
Mohabbt Ke Aage
Dil todna saza-e-mohobat hai
Dil todna saza-e-mohobat hai,
Dil jodna ada-e-dosti hai,
Magti hai mohobat har pal quarbaniya,
Bin mage ho jo quarban wo hai dosti.
Na Meri Koyi Manzil Na Hai Koyi Kinara
Na Meri Koyi Manzil Na Hai Koyi Kinara
Tanhai Meri Mehfil Aur Yaaden Mera Sahara
Tum Se Bichar Ke Kuch YunWaqt Guzara
Kabhi Zindagi Ko Tarse Kabhi Mout Ko Pukara
Mohobat ka ajib karobar hmne kiya
Mohobat ka ajib karobar hmne kiya,
Wo bewafa shi mgar pyar hmne kiya,
Wo chod gye to mt kho bura unko,
Kasur unka nhi aitbar hmne kiya