Lakhon Zakhm khaye hum ne, Afsoos unhe hum par aitbaar nahi hai, Kya guzarti hai Dil pe, Jab tum kehti ho hume tum se Pyaar nahi hai....
kabhi kuch chaha hi nahi
Zindagi mein hum ne kabhi kuch chaha hi nahi, Jise chaha usse kabhi paaya hi nahi, Jise paaya usse yuh kho diya, Jaise Zindagi mein kabhi koi aaya hi nahi.....
Aankhon mein aansu aa jaate hai
Aankhon mein aansu aa jaate hai,
Phir bhi labon par hasi rakhni padti hai,
Yeh Mohabbat bhi kya cheez hai yaaron,
Jiss se karo ussi se chupani padti hai…
Yaadon ki kimat wo kya jaane
Yaadon ki kimat wo kya jaane Jo khud hi yaadon ko mita baithe hain Yaadon ki kimat to unse puchoo jo yaadon ke sahare Jindagi bita diya karrte haii...
Humari Qabar Par Tum Aa Jana
Humari Qabar Par Tum Aa Jana Muh-Se Na Sahi Aankho-Se Kuch Keh Jaana Koi Gila Shikwa Na Karenge Hum Chahe Phulo Ki Jagah Kaante Chadha Jana.
HAPPY NAVRATRI
Lakshmi ka Hath ho Saraswati ka Sath ho Ganesh ka niwas ho aur maa durga ke ashirwad se Aapke jeevan mai prakash hi prakash ho... HAPPY NAVRATRI
Hamne to umar guzaar-di tanhaai main,
Hamne tho umr guzaar-di tanhaai main, seh liye sitam teri judaai me, ab-to yeh faryaad hai khudha se, koi aur na tadpe—-teri bewafaai main…
Ujdi Hui Duniya Ko Tu Abad Na Kar
Ujdi Hui Duniya Ko Tu Abad Na Kar. Bite Huye Lamho Ko Tu Yaad Na Kar. 1 Qaid Parinde Ka Hai Tumse Yahi Kehna "Mein Bhul Chuka Hu Udna Mujhe Aazad Na Kar"..
Jab Yaad Tumhari Aati Hai
Jab Yaad Tumhari Aati Hai, Dil Khun Ke Aansu Rota Hai, Yeh Dard Denewala Kya Jane, Dil Ka Dard Kaisa Hota Hai.
हुत तमन्ना थी, प्यार में आशियाना बनाने की
हुत तमन्ना थी, प्यार में आशियाना बनाने की बना चुके तो लग गयी नजर ज़माने की उसी का क़र्ज़ हैं जो आज हैं आँखों में आंशू सजा मिली हैं हमें मुस्कुराने की .