Hamne tho umr guzaar-di tanhaai main, seh liye sitam teri judaai me, ab-to yeh faryaad hai khudha se, koi aur na tadpe—-teri bewafaai main…
Ujdi Hui Duniya Ko Tu Abad Na Kar
Ujdi Hui Duniya Ko Tu Abad Na Kar. Bite Huye Lamho Ko Tu Yaad Na Kar. 1 Qaid Parinde Ka Hai Tumse Yahi Kehna "Mein Bhul Chuka Hu Udna Mujhe Aazad Na Kar"..
Jab Yaad Tumhari Aati Hai
Jab Yaad Tumhari Aati Hai, Dil Khun Ke Aansu Rota Hai, Yeh Dard Denewala Kya Jane, Dil Ka Dard Kaisa Hota Hai.
हुत तमन्ना थी, प्यार में आशियाना बनाने की
हुत तमन्ना थी, प्यार में आशियाना बनाने की बना चुके तो लग गयी नजर ज़माने की उसी का क़र्ज़ हैं जो आज हैं आँखों में आंशू सजा मिली हैं हमें मुस्कुराने की .
अपना भी घर भूल गए
याद नहीं क्या क्या देखना था सारे मंज़र भूल गए उसकी गलियों से जब लौटे अपना भी घर भूल गए
महफ़िल,मुकाम,रास्ते और गम उदास हैं
"महफ़िल,मुकाम,रास्ते और गम उदास हैं ,
खुद में जो जब्त हैं सभी मौसम उदास हैं ,
किस-किस से पूछियेगा बेहल सवाल ये ,
सब ही उदास हैं या फ़क़त हम उदास हैं
aasmaam se sitaare toot jaye
Naa jane kab aasmaam se sitaare toot jaye Naa jane kab in ankhon se aanso chut jaye Kar lo do pal pyaar ke baatien Na jane kab jism se jaan chut jaye
जिंदगी दिखाई देती है
तुं नज़रके सामने नहीं फिरभी
तेरी तस्वीर दिखाई देती है
अब नही मौतका डर मुज़ेह
मौतमे जिंदगी दिखाई देती है.
Mohhabat Dukh To Deti Hay
Mohhabat Dukh To Deti Hay Magar Eik Bat Kehni Hay Jisko Chaha Jata Hay Zarori Ye Nahi Hota K Usko Pa Liya Jaey Kabhi Us K Bicharne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti Zara Si Dair Pahle To Yehi Ehsaas Hota Hay K Koi Ji Nahi Sakta Maggar Phir Rafta Rafta Hi Haqiqat Khul Ti Jati Hay K Mohabbat Wo Nahi Hoti K Jisko Pa Liya Jaey Mohabbat Wo B Hoti Hay Jo Hamesha Sath Rahti Hay Kabhi Dukh K Andheron ME Kabhi Khushion K Daman ME Kabhi Wo Aas Dati Hay Kabhi Umeed Dati Hay
Betab Se Rehte He Teri Yad Me Aksar
Betab Se Rehte He Teri Yad Me Aksar Rat Bhar Nhi Sote Teri Yad Me Aksar Jism Me Dard Ka Bahana Sa Bana K Hum Toot K Rote He Teri Yad Me Aksr