तुं नज़रके सामने नहीं फिरभी
तेरी तस्वीर दिखाई देती है
अब नही मौतका डर मुज़ेह
मौतमे जिंदगी दिखाई देती है.
Mohhabat Dukh To Deti Hay
Mohhabat Dukh To Deti Hay Magar Eik Bat Kehni Hay Jisko Chaha Jata Hay Zarori Ye Nahi Hota K Usko Pa Liya Jaey Kabhi Us K Bicharne Se Mohabbat Kam Nahi Hoti Zara Si Dair Pahle To Yehi Ehsaas Hota Hay K Koi Ji Nahi Sakta Maggar Phir Rafta Rafta Hi Haqiqat Khul Ti Jati Hay K Mohabbat Wo Nahi Hoti K Jisko Pa Liya Jaey Mohabbat Wo B Hoti Hay Jo Hamesha Sath Rahti Hay Kabhi Dukh K Andheron ME Kabhi Khushion K Daman ME Kabhi Wo Aas Dati Hay Kabhi Umeed Dati Hay
Betab Se Rehte He Teri Yad Me Aksar
Betab Se Rehte He Teri Yad Me Aksar Rat Bhar Nhi Sote Teri Yad Me Aksar Jism Me Dard Ka Bahana Sa Bana K Hum Toot K Rote He Teri Yad Me Aksr
Kisi ko mil jaati hain rangeen baharein
Kisi ko mil jaati hain rangeen baharein, Kisi ko chaman bhi nahi milta... Kisi ki kabar par banta hai Tajmahal, Kisi ko kafan bhinahi milta....
kuch Ghamo k Sath Sath
Kuch Khushi k saye me or kuch Ghamo k Sath Sath, Zindgi kat hi gayi hai uljhano k Sath Sath, Aj tak uski thakan se dukh raha hai ye Badan, Ek safar mene kiya tha khuwahisho k Sath Sath, Kis tarha khaya hai dhoka kya bataon me tumhein, Doston k Mashwaray thay Sazishon k Sath Sath, Is dafa sawan me teri YAAD k badal rahe, Is dafa me khub roya barishon k Sath Sath, Shaher me kuch log mere Chahnay walay b hai, Phool b Lag rahe hai Pathro k Sath Sath...:(((
Kuch log bohat yaad aate hain
Kuch log bohat yaad aate hain Jo dil mein rehte hain Wo log jo mere apne thE Kyun haste haste roth gaye Tadpate hain Siskate hain Kuch log bohat yaad aate hain Ek roz youn he sham dhale Bus Tanha Tanha behte the Tab chand mujhe uljha sa laga Dard mein mujh se aa ker kehne laga Kuch log bohat yaad aate hain...:(((
Ban jau Agar Tum Sa Kesa Lagega
Ban jau Agar Tum Sa Kesa Lagega Her PAL Rahu Tumse Khafa Kesa Lagega Khud Se B Zyada Ho Yaqin Tume Kisi Par Agr Wahi De jaye Daga Kesa Lgega????
Hamara Haal Kab Poocha Gaya Hay
Hamara Haal Kab Poocha Gaya Hay Hamain Hasrat Say Bas Dekha Gaya Hay Kisi Ko Khud Say Barh Kar Chahnay Ka Muhabbat Nam Q Rakkha Gaya Hay Woh Kal Hoga Jahan Ki Thokroun May Abhi Barh Kar Jisay Chooma Gaya Hay Yahan Jis Nay Bhi Ahcay Sher Likhay Usi Ka R aasta Rokha Gaya Hay Mere Zakhmoun Say Andaza Laga Lo K Mujhay Ko Kis Qadar “CHAHA GAYA HAY...:(((
Jeete Hain Hum
Dil Me Dard Ko Daba Ke Jeete Hain Hum Apne Gam Duniya Se Chhupa Ke Jeete Hai Hum Kya Lootega Jamana Hamari Khushi Ko Khud Apni Khushi Kisi Par Luta Ke Jite Hai Hum !!
suhaani yaade bankar
din beet jaate hain suhaani yaade bankar, baatein reh jaati hai kahani bankar, par kuch log hamesha dil ke kareeb rahenge, kabhi muskaan to kabhi aankhon ka paani bankar